Agar aap night me android phone ka jyada istemal karte hai toh aapko apne android phone me night mode jarur set kar lena chahiye. jee haan dosto aaj ki post me ham isi ke baare me baat karege ki apne android phone me night mode ko kaise activate karte hai. dosto night mode activate karne se hame bohat jyada hi fayda hota hai. ek toh ham apni battery life increase kar skte hai. aur sath me eyes me aapko roshni bhi kam lgegi aur sir dard ki problem bhi kam hogi. agar aap night me full brightness me phone ko use karte hai toh phone ki jyada roshni hamare ankhon me padti hai jisse sar dard ki problems start ho jaati hai lekin night mode set karne se aapki problems kuch kam hogi aur battery bhi jyada der tk chalegi. 

Dosto Night Mode features sabhi phones me available nahi hota hai. agar aapke phone me night mode feature hai toh aap ise use kar skte hai. agar aapke phone me night mode feature nahi hai to aisi conditions me ham third party app ki help le skte hai. toh dosto aaj ki post me ham aapko 2 tarike btayege jisse aap night mode set kar skte hai. toh chaliye jaante hai ki Android Mobile Phone Me Night Mode Kaise Activate Karein.




Dosto maine apni pichli post me btaya tha ki agar aap ek jio user hai toh aap paytm se recharge karke 381 rs ki cashback paa skte hai. dosto ye bohat hi shaandar offer hai jisse aapko kafi jyada fayda ho skta hai. agar abhi tak aapko is offer ki jaankari nahi mili hai toh aap yaha par click karke is offer ki post ko read kar skte hai.




Android Mobile Phone में Night Mode कैसे Activate करें


Dosto isko kaise use kare iske ham aapko 2 method bta rahe hai. aapko jo bi tarika accha lge use aap use kar skte hai.toh chaliye dosto shuru karte hai.




METHOD - 1 

Agar apke phone me pahle se hi ye feature mauzood hai toh aap hamare ye steps ko follow kar skte hai.

STEP-1 Sabse pahle Android Phone ki Settings me jayein

STEP-2 Ab Aap Display Par Click Karein

STEP-3 Ab Aapko Night Light Ka Option Show Hoga Jaisa Ki aap Image Me Dekh Skte Hai. Ab Aapko Night Mode Ko On Karna hai

STEP-4 Bs Fir Kya Ab aapka Night Mode Activate Ho Chuka Hai.





METHOD - 2 

Agar aapke phone me ye feature available nahi hai to aap third party apps ke jariye nigh mode activate kar skte hai. vese toh play store me aapko bohat se apps mil jayge lekin mai aapko ek aisi apps bta raha hoon jise logo ne sabse jyada use kiya hai.

Dosto Is App Ka Naam hai BlueLight Filter For Eye Care ise aap download karke use kar skte hai.


दोस्तों मै यही आशा करता हूँ की आपको ये article पसंद आया होगा. अगर आप नाईट मोड़ में फ़ोन का इस्तेमाल करते है तो मोबाइल फ़ोन से निकलने वाली ब्लू लाइट से आप अपनी आँखों की सुरक्षा कर सकते है. और साथ में अपने बैटरी लाइफ को भी बडा सकते है. पोस्ट पसंद आई हो तो अपने दोस्तों के साथ शेयर करना न भूलें