Aaj ham baat karte hai google plus ki. Google plus apni website ko prompte karne ka sabse badiya platform hai. Google Plus Me karib 1 Arab Log register kar chuke hai. Hai aur hamesha 360 lakh log active rahte hai. Isliye google plus se accha koi bhi platform nahi hoga. Apne site ya blog ko promote karne ke liye.

Lekin Google plus aapko facebook aur twitter jitna accha na lge. Lekin Search Engine Google me sabse jyada ranking google plus ki hi hoti hai. Agar Aapko Apni profile me jyada follower lana hai. Toh yaha par kuch steps bataye jayege aap unko acche se follow kare. Agar aap bataye gaye instructions sahi se follow karoge toh aap 1 week me hi iska result dekhoge.


Maine apni pichli post me aapko btaya tha ki agar aap sketching drawing aur painting ka shauk rakhte hai toh aap apne android me is shauk ko poora kar skte hai. is post me maine top 3 aise android apps btaye the jinme aap painting drawing badi easily kar skte hai. agar abhi tak aapne hamari ye post nahi padhi hai toh aap yaha par click karke ye post padh skte hai.

Google Plus Profile Ke Follower Increase Karne Ke Tips


#1  Apni Profile Ko De Ek Naya Look 

Apko Apni Prpfile aisi banani chahiye jo logo kp acchi lage. Aapko Profile photo aur cover photo ko saho resolution me set karni chahiye. Jo logo ko dekhne me interesting lage.
Aur aapko photos ki brightness bhi sahi rakhni chahiye. Jo ek photo ko new look deti hai. Aur apki.profile interesting bananti hai. Jisse follower jyada badhenge.

#2 Kisi Dusre Logo Ko Follow Karna Chahiye

Agar aap jyada followers chahte hai. Toh iske liye aapko dusro ko bhi follow karna padega. apko ye decide karna hoga ki aap kaise circle  banana chahiye aur apko kisme jyada profit hai. Aapko sahi category ke hisab se logo ko add karna hoga. Agar aapka blog technology se related hai toh aap technology search kare aapko kafi sare results milege. Un sabko aap add kar lo aur kuch hi dino baad aap dekho.

#3 Kuch Na Kuch Post Karna


Aapko hamesh kuch na kuch post karte rahna chahiye. Aur aap hamesh kuch na kuch new ya interesting post kare. Ise bhi aal ek mini blog samjhe. Regular post kare. Kuch hi dino aapke followers jyada hone lagege. Aap hamesha kuch aisa post karo jisme seemit words hi ho. Aur limit words knowledge se bhare huye ho.

#4 Updates Ko Aap Email Se Apne Friends Se Share Kare

Aap jo bhi daily updates karte ho. Unko aap email ke jariye apne dosto ke sath share kar skte hai. Email se post share karna ek bohat acchi technique hai.
Kabhi Kabhi aisa ho jata hai. Ki aapki latest post show nahi hoti hai. Agar aap email se post share karege isse aapka content kafi popular hoga. Aur aapke follower bhi badhenge.

#5 Google Plus Ki Profile Apne Blog/Website Me Add Kare


Ji haan! Aap apni profile apne blog me add mar skte hai. Agar aapke blog me accha trafiic hai. Toh aapke blog se follower jarur jyada hoge. Lekin iske liye apke blog me.acchi posts aur accha traffic hona chahiye.

Last Word
Aap log Google plus me followers ko lana bohat badi baat samjhte hai.lekin aisa nahi hai. Agar aap kuch din mehnat karege. Toh aapke followers jarur badhenge. Ye kuch important point the jo aaj maine aapke sath share kiye hai. Agar aapko aur bhi points maloom hai. Toh plz comment me unhe share kare.

Agar ye post aapko pasand aayi ho toh ise apne dosto ke sath jarur share kare kyuki unko bi ye jankari mil ske.

24 Hours Nonstop Entertainment Ke Liye Aap Hamara Online Radio Sun Skte Hai Jisme Aapko Milege Live Hits, Desi Hits, Old Hits, Latest Bollywood, & Live Radio Jockeys Shows. Radio Sunne Ke Liye Visit Kare www.toofaniradio.com ya Fir Hamare Toofani Radio Ka Official Android App Bhi Download Kar Skte Hai. Android App Download Karne Ke Liye Yahan Click karein