Android Phone Me Websites Block Kare.
Websites ko block karne ke liye aapko 3rd party apps ki help leni hogi. Android me toh kafi browser aise hai jinke andar ye features hote hai. Agar aap browser ki help nahi lena chahte ho toh aap antivirus app ki madad le sakte ho. Toh mai aapko dono tarike batata hu.
1) Browsers
Browsere me site block karne ke liye aapko safe browser download karna padega. Simple aap play store se download kar sakte ho.
Download Karne Ke Liye Click Kare
Download ke baad aap browser ko install kare. Ab broeser ko open kare.
Step-1
Aapko homepage me aapko bottom me menu option dikhai dega.
Step-2
Us par click karke aapko admin option par jana hai.
Step-3
Us par aapko apna password enter karna hai. Aapko jo pasword dalna ho wo type kare
Step-4
Aap aap safe browser ke admin ban jaoge. Ab aapko jp bhi site block karni hai wo kar skte ho. Uske liye aap more par click kare.
Step-5
center">
2) Antivirus
Aap play store se Doctor Safty ,360 Security etc aap aise kai software download kar sakte hai. Ye sabhi apps block sites ki suvidha dete hai.
Agar ye article aapko accha lage toh aap jarur share kare.
center">
0 Comments
अपनी राय यहाँ पर दे