Aaj kal log apna weight kam karne ke liye jane kya kya nahi krte par unhe nirasha ke alava aur kuch nahi hath lagta hai.lekin agar yoga me thoda bahut dhyan de toh weight toh kam ho hi sakta hai. Balki aur bhi bimariya kam ho jati hai.
Toh hame yog karne ki aadat dalni chahiye.
Aaiye jante hai yog guru baba Ramdev ke yog me Se ek yog asan ki tips

Ardha Chandrasana Tips

• Ramdev Baba Yoga Tips ki baat kare to,
Ardha Chandrasana bahut accha
yogasanhota hai. Is yoga ko sadev aacha
dekhne ke liye kiya jata hai ,ise karne se
sharir ka upri aur nichla hissa cmakta hai.

• Jin mahilao ka sharir attractive nahi hota
hai, unke liya yah yoga aasn labhkari hota
hai. Iske karne se back fat kam hote hai aur
lean mass aata hai. Agar aapki ridh ki haddi
me dard hota hai aur pachan kriya me
problem bai to yah asana na kare