Aajj ki post me ham baat karege. Reliance me free net kaise use kare. Kyuki internet me aapko aisi bohat si tricks mil jayegi jisme kewal airtel me hi free net chalane ka btaya jata hai. Agar aapko other operater ki trick mil bhi gayi toh wo work nahi karti hai. Maine aapko pichli posts me idea aur airtel me free internet use karne ka tarika bataya tha. Jo har state me work bhi kar raha hai. So friends aaj mai apko reliance me free net ki trick bataunga. Jo 100% working bhi hai.Agar aap tricks ko use karna chahte hai toh poori post ko dhyan se padhe.

Airtel Me Free Internet Kaise Chalaye




Reliance InstaCare Kya Hai ?

Reliance Instacare ek application hai. Jiske jariye ham reliance ke sabhi recharges online hi kar skte hai. Instarcare ko upyog me lane se pahle isme aapko mobile no se sign up karna padega. Agar aap yaha se Recharge karte ho toh aapko kuch extra benifits bhi milege. Ex- Cash Back, Extra Talktime Etc. Is tarike ke offers aap pa skte hai. Reliance  instacare app aap play store se dwload kar skte hai.


Reliance InstaCare Se Free Net Kaise Chalaye?
Reliance instacare koi Vpn nahi hai. Ye ek legal app hai. Jiske jariye ham reacharge kar skte hai. Agar aap isme login karege toh aapko 500 Mb free data milega. Toh aaiye jante hai kaise milega hamko free data.




Step-1 Sabse Pahle aap android phone Instacare App install kare.

Step-2 Iske baad app ko open kare. Usme aapko mobile no enter karne ko kaha jayega.

Step-3 Aap apna mobile no enter kar de. Ab apke no par verification code aayega. Use code ko dalkar ac verify kar le.

Step-4 Reliance ki taraf se aapko 24 hours me 500 MB data mil jayega.



Final Words
Aaj  ki post me maine apko bataya ki reliance ki sim me free internet data kaise paye. Agar post achi lagi ho toh apne friends ke sath share jarur kare.

Tag Lines
#Reliance free internet 2016, #free intetnet, #fee data kaise paye