Jab koi bhi banda nai nai blogging start karta hai. Toh uske man me yahi sawal aata hai. Ki uska blog kitne log use kar rahe hai. Kitne log uska blog roz chala rahe hai. Aaj ki post me mai aapko isi bare me bataunga. Ki Google analytics me account kaise banaye. Isse aap apne blog ki puri jankari le skte ho. Toh account banane se pahle ye jante hai ki kya hai. Google Analytics

What Is Google Analytics?
Google Analytics ek googe ki hi service hai. Isse ham apne blog ki puri jankari pata mar skte hai. Ki hmare blog ko kitne log daily use kar rahe hai. Kitne log hamare blog me online hai. Aur hamko ye bhi pata chal jata hai. Ki kon si location ke visiter hamari site me aate hai.

Google Analytics Me Account Banane Ke Liye Hame Kya Chahiye


1- Aapke Pas Ek Gmail Id Honi Chahiye

2- Apke Pas Ek Blog Hona Chahiye.

Google Analytics Me Account Kaise Banaye
Step-1 Sabse Pahle aap wwe.blogger.com par jaye.

Step-2 Ab aap Google Analytics Par click kare.

Step-3 Ab ek new window khulegi jisme sign up likha hoga.
Ab aapko sign up par click karna hai.


center
">
Step-4 Ab aap apne blog ki details Fill kare

Step-5 Ab Aapke samne ek new window khulegi. Usme aapko apni country ka naam fill krna hai.

Step-6 Ab Aap terms aur conditions padke I Accept  par tick karna hai

Step-7 Aapko Ek Tracking Id Milegi. Jise aapko apne blog me add karna hai.

center
">

Blog Me Tracking Id Kaise Add Kare

Step-8  Aap blog ki settings me jaye aur other me click kare
Ab aapko apni tracking id enter karni hai.

Step-9 Tracking Id Enter Karke Save kar de. .

Google Analytics  Me Apne Blog Ki Jankari Dekhe

Step-10 Aap www.Google.com/ Analytics par jaye. Aur Real Time Ya Overview par click kare. Aapke samne sari jankari aa jayegi.
I hope ki ye post aapko pasand aayi  hogi. Agar ye bat sach hai toh aap meri post share kar skte ho