Dosto jaisa ki Me Uttar Pradesh hoon. to isliye aaj ki post me mai aapko batane ja raha hoon. agar aapne 2017 me UP Board Se exam diya hai toh aap apna result to jarur hi dekhe. toh aaj ki post me mai aapko bataunga ki UP Borad ke students result online kaise dekhe. Abhi tak bohat se aise students hai jinke paas Smartphone aur Laptop bhi ha tab bhi wo apna result online nahi dekh paate hai. result dekhne ke liye jyadatar students market  me jaate hai ya fir cyber cafe's ke chakkr lagate hai. jaise hi result aata hai us waqt cyber cafe me bhi kafi bheed ho jaati hai aur aapko kafi der tak wait krna padta hai. lekin dosto ab jamana ho gaya hai internet ka haalanki pahle internet sabhi ki pahuch me nahi tha. lekin ab internet ka istemal jydatar log karte hai chahe wo bacche ho  ya fir bade.

Toh dosto sabhi cheeje hote hue bhi ham apna result nahi dekh paate hai. aur market ya fir cyber cafe me jaate hai. to aaj ki post me mai aapko bataunga ki agar aap online result dekhna nahi jaante hai toh kaise apne Mobile ya Fir Computer se Apna Result check karein toh ab mai aapka jyada time na waste karte hue seedhe apni post me aata hoon





" Mai Sabhi Students Se Yahi Kahna Chahta Hoon. AGar Apke Pas Internet Available Hai Toh Fir Aapko Bahar Jakar Result Nahi Dekhna Chahiye."

Dosto Maine Apni PIchli post me bataya tha. Agar aapke Mobile me WiFi Signal aata hai aur use jab bhi aap connect karte hai toh usme password ke liye kahta hai aur wo password aapko pta nahi hai. toh Kisi Ke WiFi Ka Password Kaise Pta Karte hai. aap yahan se hamari ye post read kar skte hai.


UP Board 2017 Class 10th & 12th Ka Result Online Kaise Dekhe


1. Sabse Pahle Aap Ye Pta Karte Rahe Hai Ki Aapka Results Kis Date Ko Declare Hoga

2. Ab aapko Up Results Ki Official Website Me jaana hai. (Link)

3. Ab Apni Class Select Karein




4. Iske Baad Aap Roll No Enter Karne Ka Box Show Hoga. Yaha par Apna Roll No Daale

5. Ab SUBMIT Par Click Karein

6. Ab Aap Apna Result Dekh Skte Hai.


Dosto aj jo tarike maine aapko bataya isse aap badi asani se result dekh skte hai. agar aapko kuch bhi problem ho rahi ho toh aap comment karke hame bata skte hai.