Motorol product ko aap acchi tarike se jante ho. motorola ko google ne adhikrit kar liya hai. ab moto rola ek aisa phone market me laya hai. jo kabhi bhi nahi tootega. Iska naam hai Motorola Moto X Force. ye phone kafi acchi quality ka hai. Motorola Hamesh hi apne phones me aise features daalta hai. jise log hamesh har phone me dekhte rahte hai. motorola mobiles phones me sabse badi company hai. aur aa jo phone launch hua uske bare me mai apko puri deatail dunga aur ye bhi bataunga ki phone ko khareeda jaye ya na khared jaye. toh aate hai apni post par.
Agar aapka phone apki pocket se jameen par gir jata hai ya fir galti se aapke hath se fisal gaya aisi conditions me akasar phones me kafi nukasaan ho jata hai. Lekin Motorola Moto X Force nahi tootega. yahi is phone ki acchi khasiyat hai.
Motorola Moto X Force Ki price 49,999 rakhi gayi hai. phone screen ke alawa isme aur bhi acche features hai aaiye dalte hai unme nazar

Motorla Moto X Force Ke Features

#1 Design
is phones ko kafi acche tarike se design kiya gaya hai. iski screen me gorilla glass ka istemal hua. hai.
iske sath sath Motorola Moto X me shatter proof glass bhi laga hua hai. jo phone ko deta hai ek new look., Phone ki built quality kafi acchi hai. isme back cover nilone ka hai. aur is phone pakdne me aapko silk jaisa ahsaas hoga. Motorla Moto /x ki screen ke charo taraf frame utha hua hai. jo screen ki safety ke liye bohat accha hai. Motorla moto x force me aapko 5.4 inch ka screen size milega. Aur ye phone waterproof bhi hai agar galti se apka phone paani me gir jata hai. tabh bhi ye phone kharab nahi hoga.


#2 Display
Isme kafi behatar aur tikau display ka use kiya gaya hai. Motorola Moto X Force me aapko 5.4 inch ki screen ke sath sath 1440 x 2560 ka screen resolotion milega. is phone videos image aur text ek dum clear dikhte hai. Device ki brigtness to kamal ki hai, Motorola Moto X Force ki screen me special layer ka use kiya hai. jo iski screen ko accha kar deta hai.


#3 Software
Motorola Moto X Force me android lolipop hai. aur marshmallow me update hai. Motorola Moto X Force me kuch apps preloaded bhi hai jaise flipkart shareit etc ise use karna kafi aasan hai isme animation quality khoobsurti se design ki gayi hai.

Motorola Moto X phone price
motorola x forced price in india 
motorola x forced review 

#4 Performance
Motorola Moto X Force me acchi quality ka hardware ka istemal kiya gaya hai.  iska procesor snapdragon 810 hai aur isme 3 gb ka ram laga hua hai jo apko dega behtar performence.

motorola x forced flip kart
motorola x force buy and dsicount 
motorola x forced launch in india 

#5 Camera
Is phone me back camera 21 mega pixels ka hai aur frond camera 5 megapixel ka hai. isme aap dhimi roshni me achi photos le skte hai.